Bol Do Na Zara lyrics – Azhar | Orin Bollywood

By Vinaybeer Deol

Bol Do Na Zara Lyrics lati Azhar ni a Orin Bollywood kọrin nipasẹ Armaan Malik. Orin orin aladun yii ni Amaal Mallik fun ni lakoko ti Rashmi Virag kọ awọn orin, ati pe Tony D’Souza ni oludari fidio naa.

Pẹlu Emraan Hashmi, Nargis Fakhri.

singer: Armaan Malik

Akọrin Rashmi Virag

Ti a kọ: Amaal Mallik

Fiimu/Awo orin: Azhar

ipari: 4:04

tu: 2016

Aami Orin:  T-Jara

Sikirinifoto ti Bol Do Na Zara lyrics

Bol Do Na Zara lyrics – Azhar

Itni mohabbat karo na
Main doob na jaun kahi
Wapas kinaare pe anaa
Main bhol na jaau kahi

Dekha jabse hai chehra tera
Main toh hafto se soya nahi

Bol do na zara
Dil mein jo hai chippa
Main kissi se kahunga nahi

Bol do na zara
Dil mein jo hai chippa
Main kissi se kahunga nahi
Main kissi se kahunga nahi

Mujhe neend aati nahi hai akele
Khwabo mein aya karo
Nahi chal sakunga tumhare bina akọkọ
Mera tum sahara bano

Ek tumhe chaahne ke alaawa
Aur kuch humse hoga nahi..

Bol do na zara
Dil mein jo hai chippa
Main kissi se kahunga nahi

Bol do na zara
Dil mein jo hai chippa
Main kissi se kahunga nahi
Main kissi se kahunga nahi

Hamari kami tumko mehsoos hogi
Bhigaa dengi jab baarishein
Main bhar kar ke laaya hoon
Aankhon mein apni
Adhuri si kuch khwaishein

Rooh se chaahne waley aashiq
Baatein jismo ke karte nahi…

Bol do na zara
Dil mein jo hai chippa
Main kissi se kahunga nahi

Bol do na zara
Dil mein jo hai chippa
Main kissi se kahunga nahi
Main kissi se kahunga nahi.

Orin Saala Khadoos Lyrics – Title Song

Fi ọrọìwòye