Chand Aasmano Se Lapata Lyrics lati Nikan (2015) ti a kọ nipasẹ Bhaven Dhanak. yi Orin Bollywood Jeet Gannguli ni a kọ pẹlu awọn orin kikọ nipasẹ Sandeep Nath.
Akorin: Bhaven Dhanak
lyrics: Sandeep Nath
Ti a kọ: Jeet Gannguli
Fiimu/Awo orin: nikan
ipari: 3:10
tu: 2015
Orukọ: T-Jara
Chand Aasmano Se Laapata lyrics
Chand aasmano se laapata ho gaya
Chalke mere ghar mein aa gaya, aa gaya
Main khush kismat hoon bakhuda iss tarah
Ho jaaye talaka ikk duaa jiss tarah
Tere bin meri jana kabhi
Ikk pal bhi guzaara nahi
Teri aarzoo ne khud se begina kar diya
Chaand aasmano se laapata ho gaya
Chalke mere ghar mein aa gaya, aa gaya
Meine tujhe tohfe mein yeh dil diya
Thune mujhe badle mein ye jahaan diya
Main hi jaanu, tuhi jaane jo hai darmiyaan
Tujhse hai meri jana ghar ye aashiyaan
Tere bin meri jana kabhi
Ikk pal bhi guzaara nahi
Teri aarzoo ne khud se begina kar diya
Chand aasmano se lapata ho gaya
Chalke mere ghar mein aa gaya, aa gaya
Thune mere, raaston ko, manzil kiya
Tujhe paake zindagi ko haasil kiya
Tere liye hai yeh saansein, tay kar liya
Tu hai toh hai yeh kahaani, mere saathiya
Tere bin meri jana kabhi
Ikk pal bhi guzaara nahi
Teri aarzoo ne khud se begina kar diya
Chand aasmano se laapata ho gaya
Chalke mere ghar mein aa gaya, aa gaya