Chhapaak Lyrics by Arijit Singh ft Deepika Padukone jẹ akọle orin lati fiimu naa. Eyi Orin Bollywood Awọn orin Chhapaak jẹ kikọ nipasẹ Gulzar ati orin ni o fun nipasẹ Shankar Ehsaan Loy.
Akorin: Arijit Singh
lyrics: gulzar
Ti a kọ: Shankar Ehsaan Loy
Fiimu/Awo orin: Chhapaak
ipari: 2:37
tu: 2020
Orukọ: Ile-iṣẹ Orin Zee
Chhapaak Lyrics – Arijit Singh
Koyi chehra mita ke
Aur ankh se hata ke
Chand chheentein udaa ke jo gaya
Chhapaak se pehchaan le gaya
Ek chehra gira
Jaise mohra gira
Jaise dhoop ko grahan lag gaya
Chhapaak se pehchaan le gaya
Na chaah, na chaahat koyi
Na koyi aisa vaada haa
Na chaah, na chaahat koyi
Na koyi aisa vaada haa
O ni mein andhera
Aur ankh mein iraada
Koyi chehra mita ke
Aur ankh se hata ke
Chand chheentein udaa ke jo gaya
Chhapaak se pehchaan le gaya
Ek chehra gira
Jaise mohra gira
Jaise dhoop ko grahan lag gaya
Chhapaak se pehchaan le gaya
Bemaani sa junun tha
Bin aag ke dhuan
Bemaani sa junun tha
Bin aag ke dhuan
Na hosh na khayaal
Soch andha kuan
Koyi chehra mita ke
Aur ankh se hata ke
Chand chheentein udaa ke jo gaya
Chhapaak se pehchaan le gaya
Ek chehra gira
Jaise mohra gira
Jaise dhoop ko grahan lag gaya
Chhapaak se pehchaan le gaya
Aarzoo thi shauk awọn
Woh sare hat gaye
Kitne sare jeene taage kat gaye
Aarzoo thi shauk awọn
Woh sare hat gaye
Kitne sare jeene taage kat gaye
Sab jhulas gaya
Koyi chehra mita ke
Ek chehra gira
Jaise mohra gira
Jaise dhoop ko grahan lag gaya
Chhapaak se pehchaan le gaya
Chhapaak se pehchaan le gaya
Pehchaan le gaya
Pehchaan le gaya