Kofi Peetey Peetey Lyrics – Gabbar is Back (2015)

By Charu manda

Kofi Peetey Peetey Lyrics lati Gabbar Is Back pẹlu Akshay Kumar ati Shruti Haasan, Eleyi Titun Orin Bollywood kọrin nipasẹ Dev Negi & Paroma Das Gupta. Chirantan Bhatt lo kọ orin lakoko ti Kumaar kọ awọn orin.

Awọn akọrin: Dev Negi & Paroma Das Gupta

lyrics: Kumaar

Ti a kọ: Chirantan Bhatt

Fiimu/Awo orin: Gabbar Ṣe Pada

ipari: 3:47

tu: 2015

Orukọ: Ile-iṣẹ Orin Zee

Sikirinifoto ti Kofi Peetey Peetey Lyrics

Kofi Peetey Peetey Lyrics – Gabbar is Back

Aankhein kofi peetey
Peetey mil rahi hain
Aankhein pyaar ke
Jhonkon se hil rahi hain
Aankhein pyaar ke
Dhaagon se sil rahi hain
Ye jo ho raha hai
Accha aisun raha hai
Nasha hai ye pehle
Pyaar ka pehle pyaar ka
Asar ye naya hai
Nazar ne kahaa hai
Palkon pe beth ja tu aa ke
Chaahe meri neend le ja chura ke

Saansein achaanak
Uchhalne lagi hain
Nazrein ye baatein
Ukalne lagi hain
Saansein achaanak
Uchhalne lagi
Nazrein ye baatein ukalne lagi
Dilchaspi khud pe
Yun din par din mujhpe
Badhne lagi hai

Ye jo ho raha hai
Accha aisun raha hai
Nasha hai ye pehle
Pyaar ka pehle pyaar ka
Asar ye naya hai
Nazar ne kahaa hai
Palkon pe beth ja tu aa ke
Chaahe meri neend le ja chura ke

Aankhein kofi peetey
Peetey mil rahi hain
Mil rahi hain
Aankhein pyar ke jhonkon
Se hil rahi hain hil rahi hain.

Orin Teri Meri Kahaani Lyrics – Gabbar Is Back

Fi ọrọìwòye