Dariya Hai Lyrics: Clinton Cerejo & Bianca Gomes kọrin awọn Orin Bollywood “Dariya Hai”, lati 2022 Bollywood Movie “Dobaaraa”, lakoko ti Clinton Cerejo & Bianca Gomes kọ orin naa lakoko ti awọn orin kikọ silẹ nipasẹ Hussain Haidry. Ifihan Fidio Orin naa – Taapsee Pannu.
Orin yii ti tu silẹ ni ọdun 2022 ni orukọ ti Saregama Music. Oludari ni Anurag Kashyap.
Orukọ Orin: Dariya Hai
Akorin: Clinton Cerejo & Bianca Gomes
lyrics: Hussain Haidry
Ti a kọ: Clinton Cerejo & Bianca Gomes
Fiimu/Awo orin: Dobaaraa
ipari: 3:07
tu: 2022
Orukọ: Saregama Orin
Dariya Hai Lyrics – Dobaaraa
Toofaa' se yaari kare ye
Ishq kare ye kinaaron se
Toofaa' kinaaron se lekin
Jhoothi jhoothi yaari
Jhootha jhootha ishq
Oopar se thahra hai
Andar se gahra hai
Aankhon ka dhokha hai
Ziddi hai ye
Bas mein nahin hai
Ye waqt ka dariya
Doobe jo naa ubhre
Yadon ka hai zariya
Ye waqt ka dariya
Rakhta raaz gahre
Bahe ispe duniya
Kyun lagey ki ho chuka hai sab
Pahle kabhi
Kyun lagey ki jo hua nahin
Hoga kabhi
Bahti lahar saa jo
Dikhta nazar se jo
Kitna farebi
Kitna hai sachcha ye
Aasaa' ye lagta hai
Mushkil ye hota hai
Aankhon ka dhokha hai
Ziddi hai ye
Bas mein nahin hai
Ye waqt ka dariya
Doobe jo naa ubhre
Yadon ka hai zariya
Ye waqt ka dariya
Rakhta raaz gahre
Bahe ispe duniya
Ye waqt ka dariya
Doobe jo naa ubhre
Yadon ka hai zariya
Ye waqt ka dariya
Rakhta raaz gahre
Pardo'n ki hai duniya