Hoon Deewana Tera Main Lyrics lati Ek Paheli Leela (2015) ti a kọ nipasẹ Arijit Singh. yi Orin Bollywood ti wa ni kq nipa Meet Bros Anjjan pẹlu awọn orin kikọ nipa Kumaar.
Ek Paheli Leela irawọ fiimu Jay Bhanushali, Sunny Leone. Ati oludari ni Bobby Khan. Ek Paheli Leela ṣe ifilọlẹ ni Oṣu Kẹrin Ọjọ 10, Ọdun 2015
Akorin: Arijit Singh
lyrics: Kumaar
Ti a kọ: Pade Bros Anjjan
Fiimu/Awo orin:
ipari: 1:56
tu: 2015
Orukọ: T-Jara
Hoon Deewana Tera Main Lyrics
Deewana deewana deewana deewana
Deewana deewana deewana hai.. (2x)
Naa jaanu main, kaisi ye bekarari hai
Shayad dil ke, jaane ki ab taiyari hai (2x)
Tu dil ka thikana, hoon tera deewana
Deewana tera.. tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri.. tu aaye na aaye
Deewana tera.. tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri.. tu aaye na aaye
Deewana deewana deewana deewana
Deewana deewana deewana hai..
Pooche nigaahein meri
Hai kahaan raheen teri
Jaane kyun naa jaane tu
Tanha hai baahein meri (2x)
eku bhi guzaari hai
Jo utre na teri hi toh khumaari hai
Mushqil hai bhulaana, hoon tera deewana..
Deewana tera.. tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri.. tu aaye na aaye (2x)
Dil mein jo armaan jaage
Teri hi peeche bhaage
Rukna hai tujhpe ab toh
Jaane nahin hai aage (2x)
Soorat ye yun aankhon mein utaari hai
Maine toh bhulaai duniya saari hai
Hai tujhko bataana.. hoon tera deewana
Deewana tera tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri tu aaye na aaye (2x)