Dil Hai Bhola Lyrics lati Bholaa, Titun yii Orin Bollywood kọrin nipasẹ Amit Misra ati orin tuntun yii jẹ ifihan Ajay Devgn. Awọn orin kikọ orin Dil Hai Bholaa jẹ kikọ nipasẹ Irshad Kamil, Shailendra nigbati orin rẹ jẹ nipasẹ Ravi Basrur ati fidio ti jẹ oludariran nipasẹ Ajay Devgn.
Orin: Dil Hai Bhola
Awọn ošere: Amit Misra
lyrics: Irshad Kamil, Shailendra
Kq: Ravi Basrur
Fiimu/Awo orin: Bholaa
ipari: 3: 43
tu: 2023
Aami: Saregama Orin
Dil Hai Bhola Lyrics – Bholaa
Chhoti Si Khwahish Liye Ghoomta Hai
Guzre Hue Waqt Ko Dhoondhta Hai
Toot Kar Aur Masoom Ho Jaata Hai
Dard Ko Bhi Yeh Maloom Ho Jaata Hai
Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai
Aaj Phir Marne Ka Irada Hai
Chhoti Si Khwahish Liye Ghoomta Hai
Guzre Hue Waqt Ko Dhoondhta Hai
Toot Kar Aur Masoom Ho Jaata Hai
Dard Ko Bhi Yeh Maloom Ho Jaata Hai
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bhola
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bholaa
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bholaa
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bholaa
Bheegi Na Aankhein Iss Tarah Roya
Kaise Batayein Ke Kya Kya Hai Khoya
Aaj Phir Waqt Ki Kuchh Kami Si Lage
Saans Seene Mein Hai Nhi Thami Si Lage
Jo Bujhe Na Kabhi Yeh Woh Shola
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bhola
Jo Bujhe Na Kabhi Yeh Woh Shola
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bhola
Bholepan Ki Baatein Kare Har Ghadi
Farz Se Khwahish Nhi Humesha Ladi
Nanha Sa Ek Rishta Bulaye Kahin
Raaste Mein Hai Magar Mushkilein Badi
Waqt Ne Bhed Jinka Hai Khola
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bholaa
Waqt Ne Bhed Jinka Hai Khola
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bholaa
Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai
Aaj Phir Marne Ka Irada Hai