Dil Ne Kaha Lyrics – Panga (2020) | Kangana | Jassi Gill

By Sinforoso Escobar

Dil Ne Kaha Lyrics lati Panga ni Àtúnyẹwò Orin Hindi kọrin nipasẹ Jassi Gill, Asee Kaur ifihan Kangana Ranaut, ati awọn orin ti awọn titun orin ti wa ni fun nipasẹ Shankar Ehsan Loy nigba ti Dil Ne Kaha awọn orin ti o kọ nipa Javed Akhtar, ati awọn fidio ti wa ni oludari ni Ashwiny Iyer Tiwari.

Akorin: Jassi Gill, Asee Kaur

lyrics: Javed Akhtar

Ti a kọ: Shankar Ehsan Loy

Fiimu/Awo orin: Banki

ipari: 2:09

tu: 2020

Orukọ: Saregama Orin

Sikirinifoto ti Dil Ne Kaha Lyrics

Dil Ne Kaha Lyrics - Panga

Pehle Pehle Tumse Mili Jo Nigahein,
Toh Ye Dil Ne Kaha Tha,
Arey Yahi Toh Hai Woh,
Jise Dhoond Rahe Jazbaat Tumhare,
Chalo Shukar Karo Ke Jise Chaha Tha
Ajj Tumhe Mil Gaya Hai,

Khaabon Ki Nawazishein Hain,
Chahaton Ki Barishein Hain,
Doob Chale Hain Jisme
Bhi akọkọ Aur Tum Bhi,
Halki Halki Si Diwanagi Hai,
Halki Halki Si Masti,
Dono Khush Hain Ki Dekho,
Apni Aarzu Ka Gulshan Khil Gaya Oye,

Saasnein Rukne Lagee,
Palkein Jhukne Lagee,
Ho Na Ho Ye Mohabbat Hai,

Oh Dekho Dheere-Dheere
Baaton Baaton Mein,
Ab Ho Gaya Hai Kaisa Kamaal,

Ho Dekho Haule-Haule Aankhon Mein,
Dil Ho Gaya Hai Kaisa Nihaal,

Oh Dekho Dheere-Dheere Baaton Baaton Mein,
Ab Ho Gaya Hai Kaisa Kamaal.

Ho! Raste Se Hal Ho Gaye Hain Saare,
Tu Jo Mere Saath Hain,
Jag-Mag Pal Hain Jaise Taare,
Din Hain Ke Raat Hai,

Oh Tere Chehre Ki Roshni Se,
Raahein Meri Ho Gayi Hain Roshan,
Ho Teri Khushbu Se Mehke Hain,
Jaise Har Pal Mere Tann Mann,

Qaisa Hai Yeh Junoon,
Dil Ko De Jo Sukoon,
Ho Naa Ho Ye Mohabbat Hai,

Ho Dekho Dheeray Dheeray Baton Baton Mein,
Ab Ho Gaya Hai Kaisa Qamaal,

Ho Dekho Hauley Hauley Aankhon Aankhon Mein,
Dil Ho Gaya Hai Qaisa Nihaal.

Ho Dekho Dheeray Dheeray Baton Baton Mein,
Ab Ho Gaya Hai Kaisa Qamaal.

Haye! Pehle Pehle Tumse Mili Jo Nigahein,
Toh Ye Dil Ne Kaha Tha,

Arey Yahi Toh Hai Woh,
Jise Dhoond Rahe Jazbaat Tumhare,
Chalo Shukar Karo Ke Jise Chaha Tha
Ajj Tumhe Mil Gaya Hai,

Haaye! Khaabon Ki Nawazishein Hain,
Chahaton Ki Barishein Hain,
Doob Chale Hain Jisme
Bhi akọkọ Aur Tum Bhi,
Halki Halki Si Diwanagi Hai,
Halki Halki Si Masti,

Dono Khush Hain Ki Dekho,
Apni Aarzu Ka Gulshan Khil Gaya Oye,

Saasnein Rukne Lagee,
Palkein Jhukne Lagee,
Ho Na Ho Ye Mohabbat Hai,

Oh Dekho Dheere-Dheere Baaton Baaton Mein,
Ab Ho Gaya Hai Kaisa Kamaal,

Ho Dekho Haule-Haule Aankhon Mein,
Dil Ho Gaya Hai Kaisa Nihaal,

Oh Dekho Dheere-Dheere Baaton Baaton Mein,
Ab Ho Gaya Hai Kaisa Kamaal.

Orin Dil Ton Black Lyrics - Jassie Gill

Fi ọrọìwòye