Ghodey Pe Sawaar Lyrics | Qala (2022)

By Charu manda

Ghodey Pe Sawaar Lyrics lati fiimu "Qala" tuntun yii Orin Bollywood "Ghodey Pe Sawaar" ti a kọ nipasẹ Sireesha Bhagavatula. Awọn orin orin Baaki Sab Theek jẹ kikọ nipasẹ Amitabh Bhattacharya ati pe orin naa ni Amit Trivedi kọ. Anvita Dutt Guptan ni oludari fiimu naa.

Orin Tuntun Brand yii jẹ ifihan Tripti Dimri ati Babil Khan.

Oruko Orin: Ghodey Pe Sawaar

OlorinSireesha Bhagavatula

lyrics: Amitabh Bhattacharya

Kq: Amit Trivedi

Fiimu/Awo orinQala

ipari: 1: 30

tu: 2022

Aami: Sony Orin India

Screenshot of Ghodey Pe Sawaar Lyrics

Ghodey Pe Sawaar Lyrics – Qala

Koyi Kaise Unhein Yeh Samjhaye
Sajaniya Ke Mann Mein Abhi Inkaar Hai
Jaane Balma Ghode Pe Kyun Sawar Hain
Jaane Balma Ghode Pe Kyun Sawar Hain

Dheere Dheere Jatan Karne Se
Dulhaniya Ke Khulte Hriday Ke Dwaar Hai
Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain
Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain

Baalon Mein Wadh Ke Gajra Lagana
Nazdeek Aane Ka Hai Bahana
Sab Jaan Ke Bhi Chhaliya Ke Chhal Se
Mushkil Hai Bach Paana

Ho Ankhiyon Se Thag Ke Bharna
Woh Jaane Batiyon Se Zurmana

Haan Jo Main Tokun Kaha Na Mera Maane
Bhavon Ko Aise Taane Behas Bekaar Hai
Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain
Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain

Koyi Kaise Unhein Yeh Samjhaye
Sajaniya Ke Mann Mein Abhi Inkaar Hai
Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain
Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain

Orin Hindi miiran Baaki Sab Theek Lyrics – Bhediya (2022)

Fi ọrọìwòye