Ho Gaya Hai Pyar Lyrics – Tanu Weds Manu 2 pada

By Sara Naira

Ho Gaya Hai Pyar Lyrics lati Tanu Weds Manu Padà (2015) kọ nipa Dev Negi. yi Orin Bollywood Krsna lo ko pelu awon orin ti Raj Shekhar ko.

Akorin: Dev Negi

orin: Krsna

lyrics: Raj Shekhar

Ipari orin: 3:48

Aami Orin: Eros Orin

Sikirinifoto ti Ho Gaya Hai Pyar

Ho Gaya Hai Pyar Lyrics

(Dev Negi kọrin..)

Eé... eh... eh... ehh.

Ho gaya hai pyar tumse
Tumhi se ek baar phir se
Bolo abb kya karein
Bolo kya karein..(2x)

Pich le mausam se
Dhoop ke kuch qisse
Dil jaa ke le aaye
Aur humko sunaaye
Beeti unn raton mein jaa jaake jaage
Pehli dafaa jaise tum pe phir se jaam re

Ho gaya hai pyar tumse
Tumhi se ek baar phir se
Bolo abb kya karein
Bolo kya karein

Eé... eh... eh... ehh.
Ho...oh...eh..

Aho.. Aha.
Bolo kya karein
Naseehatein na maani
Apne bune kahaani
Mashvare na maane
Kya kya kare bahane
Dil ruyi ka resha
Tu hawa jaisa
Teri taraf hi uddey
Pehli dafaa jaise tum pe
Phir se jaam re

Ho gaya hai pyar tumse
Tumhi se ek baar phir se
Bolo ab kya karein
Bolo kya karein.. (2x)

Ṣayẹwo Charche Lyrics

Fi ọrọìwòye