Hum Aaye Hain Lyrics – Ganapath (2023)

By Danika Garibay

Hum Aaye Hain LyricsSiddharth Basrur & Prakriti Kakar kọrin yi Orin Bollywood "Hum Aaye Hain", lati 2023 Bollywood Movie "Ganapath", lakoko ti White Noise Studios kọ orin naa lakoko ti awọn orin Hum Aaye Hain ti kọ silẹ nipasẹ Priya Sariya. Kikopa Fidio Orin naa – Tiger Shroff ati Kriti Sanon.

Orin yii ti tu silẹ ni ọdun 2023 ni dípò ti Ile-iṣẹ Orin Zee. Oludari ni Sandeep Reddy Vanga.

Orukọ Orin: Hum Aaye Hain

Akorin: Siddharth Basrur & amupu; Prakriti Kakar

lyrics: Priya Saraiya

Ti a kọ: White Noise Studios

Fiimu/Awo orin: Ganapath

Ipari Fidio: 2:49

tu: 2023

Orukọ: Ile-iṣẹ Orin Zee

Screenshot of Hum Aaye Hain Lyrics

Hum Aaye Hain Lyrics – Ganapath

Ishq Bikhra Hai Yoon Aaj Hawa Mein
Itni Ranginiyan Hain Sama Mein
Ishq Bikhra Hai Yoon Aaj Hawa Mein
Itni Ranginiyan Hain Sama Mein

Saje Hain Raste Bhi Haan
Humare Vaaste Hi Haan
Apna Dil Jo Lutane Aaye Hain

Woh Jisko Dhoondhte The Haan
Woh Jisko Chaahte The Haan
Wahi Khud Chal Ke
Aaj Milne Aaye Hain

Koyi Poochhe Toh Batana
Kya Kya Kya Kya Kya
Koyi Poochhe Toh Batana
Ki Hum Aaye Hain

Ki Hum Aaye Hain
Ki Hum Aaye Hain
Ki Hum Aaye Hain

Ho Aasmaan Pe Jo Haan
Chaand Aaya Woh Aaha
Aaj Kuchh Zyada
Zyada Chamkila Hai

Inn Sitaaron Mein Haan
Aur Nazaron Mein Aaha
Aaj Bikhra Sa
Koyi Rang Masti Ka Hai

Hai Dil Mein Josh Laaye
Udane Hosh Aaye
Thoda Girke
Sambhalne Aaye Hain

Woh Jisko Dhoondhte The Haan
Woh Jisko Chaahte The Haan
Wahi Khud Chal Ke
Aaj Milne Aaye Hain

Koyi Poochhe Toh Batana
Kya Kya Kya Kya Kya
Koyi Poochhe Toh Batana
Ki Hum Aaye Hain

Ki Hum Aaye Hain
Ki Hum Aaye Hain

Yeh Jashan Hai Dil Ka Haan
Jashan Yaari Ka Aaha
Yaar Pe Apne
Yeh Jaan Kurbaan Hai

Pyar Mein Sauda Oh
Hum Nahi Karte
Pyar Se Hi Toh
Apni Pehchan Hai

Hai Dil Mein Josh Laaye
Udane Hosh Aaye
Thoda Girke
Sambhalne Aaye Hain

Woh Jisko Dhoondhte The Haan
Woh Jisko Chaahte The Haan
Wahi Khud Chal Ke
Aaj Milne Aaye Hain

Koyi Poochhe Toh Batana
Kya Kya Kya Kya Kya
Koyi Poochhe Toh Batana
Ki Hum Aaye Hain

Ke Hum Aaye Hain
Ke Hum Aaye Hain

Eyi ni awọn orin orin Bollywood miiran Hua Main Lyrics - Animal (2023) | Ranbir Kapoor

Fi ọrọìwòye