Husn Lyrics, Nfifihan Titun Orin Hindi "Husn" ti a kọ nipasẹ Anuv Jain. Orin ti Angad Bahra & PUNA kọ lakoko ti awọn orin orin Husn tuntun yii jẹ kikọ nipasẹ Anuv Jain. O ti tu silẹ ni ọdun 2023 fun Anuv Jain.
Fidio orin naa jẹ oludari nipasẹ Asthasoom Sharma.
Oruko Orin: Husn
Olorin: Anuv Jain
lyrics: Anuv Jain
Kq: Angad Bahra, PUNA
Fiimu/Awo orin:-
ipari: 2: 59
tu: 2023
Aami: Anuv Jain
Husn Lyrics - Anuv Jain
Haan Haan Haan..
Dekho Dekho Kaisi Baatein Yahan Ki
Hai Saath Par Hain Saath Na Bhi
Kya Itni Aasaan Hai
Dekho Dekho Jaise Mere Iraade
Waise Kahan Tere Yahan The
Haan Kitni Naaadaan Main
Mere Husn Ke Alawa
Kabhi Dil Bhi Maang Lo Na
Haaye Pal Mein Main Pughal Jaaun Haan
Ab Aisa Na Karo
Ke Dil Judna Paye Wapis
Teri Baaton Se Bikhar Jaaun Haan
Maana Zamana Hai Deewaana
Isiliye Toone Na Jaana
Tere Liye Main Kaafi Hoon
Dekho Dekho Yeh Zamane Se Thak Kar
Aate Ho Kyun Masoom Bann Kar
Tere Liye Main Kya Hi Hoon
Aa Aa.. Phir Aate Kyun Yahan
Karne Aankhon Mein Ho Baarish
Ab Aaye Toh Thehar Jao Na
Aur Puchho Na Zara
Mere Din Ke Baare Mein Bhi
Bas Itne Mein Sambhal Jaaun Haan
Haan Ek Din Kabhi Koyi
Jab Bhi Padhe Kahaani Teri
Lagta Mujhe Mere Naam Ka
Zikr Kahin Bhi Hoga Nahi
Aa Aa Haan.. Main Yahin
Meri Yeh Aankhon Mein
Aankhon Mein Toh Dekho
Dekho Yeh Dil Ka Haal Kya
Hothon Se Hota Na Bayaan
Meri Yeh Aankhon Mein
Aankhon Mein Toh Dekho
Kaisa Naseeb Hai Mera
Milke Bhi Na Mujhe Mila
Meri Yeh Aankhon Mein
Aankhon Mein Toh Dekho
Teri Adhoori Si Wafa
Maangu Main Maangu Aur Na
Meri Yeh Aankhon Mein
Aankhon Mein Toh Dekho
Dekho Dekho Kaisi Kheenchi Lakeerein
Chahe Bhi Dil Toh Bhi Na Jeete
Main Iss Daud Mein Nahi
Dekho Dekho Kaisi Baatein Yahan Ki
Baatein Yahi Dekhun Jahan Bhi
Main Iss Daur Se Nahi
Eyi ni orin Hindi kan Dil Haareya Lyrics – Arijit Singh | Tanya Maniktala 2023