Ishq Fitoori Lyrics lati Bhavai jẹ ami iyasọtọ tuntun Orin Bollywood kọrin nipasẹ Mohit Chauhan ati orin tuntun yii jẹ ifihan Pratik Gandhi, Aindrita Ray. Ishq Fitoori orin ti wa ni kikọ silẹ nipasẹ Shabbir Ahmed nigba ti orin ti wa ni fifun nipasẹ Shabbir Ahmed ati awọn fidio ti wa ni oludari ni Hardik Gajjar.
Akorin: Mohit Chauhan
lyrics: Shabbir Ahmed
Ti a kọ: Shabbir Ahmed
Fiimu/Awo orin: Bhavai
ipari: 2:25
tu: 2021
Aami: Ile-iṣẹ Orin Zee
Ishq Fitoori Lyrics – Bhavai
Dar Khul Gaye Hain Jannat Ke Phir Se
Udne Lage Hain Armaan Dil Ke
Dar Khul Gaye Hain Jannat Ke Phir Se
Udne Lage Hain Armaan Dil Ke
Udte Parinde Kayi Bashinde
Gaflat Mein paadi Gaye Na
Ishq Fitoori
Ishq Fitoori
Sawere Sawere Kapdon Apne
Chandan Ki Khushbu Ragad Ke
Kadak Dhoop Sar Pe
Chale Hum Toh Ghar Se
Mohabbat Ki Gaadi Pakad Ke
Sawere Sawere Kapdon Apne
Chandan Ki Khushbu Ragad Ke
Kadak Dhoop Sar Pe
Chale Hum Toh Ghar Se
Mohabbat Ki Gaadi Pakad Ke
Tere Naam Hi Bahre Shariyat
Likhi Zindagi Ki Vashiyat
Tere Naam Hi Bahre Shariyat
Likhi Zindagi Ki Vashiyat
Udte Parinde Kayi Bashinde
Gaflat Mein paadi Gaye Na
Ishq Fitoori
Ishq Fitoori
Baagon Bagichon Mein Titli Ka Udna
Gull Gunche Khushbu Lutaate
Khule Aasmaan Mein Khil Chandni Hai
Taare Bhi Hai Timtimate
Baagon Bagichon Mein Titli Ka Udna
Gull Gunche Khushbu Lutaate
Khule Aasmaan Mein Khil Chandni Hai
Taare Bhi Hai Timtimate
Raaton Ki Yeh Jagmagahat
Hai Chand Ki Muskurahat
Raaton Ki Yeh Jagmagahat
Hai Chand Ki Muskurahat
Udte Parinde Kayi Bashinde
Gaflat Mein paadi Gaye Na
Ishq Fitoori
Ishq Fitoori
Orin Ankhein Mili Lyrics