Ishq Maine Paaya Lyrics lati Fori Road: The Orin Bollywood ti wa ni kọ nipa Shaarib Sabri ati ki o kq nipa Shaarib & Toshi. Awọn orin Ishq Main Paya jẹ kikọ nipasẹ Kalim Shaikh. Orin naa wa lati ọdọ Naman Nitin Mukesh ti o ṣe itọsọna Bypass Road pẹlu Neil Nitin Mukesh ati Adah Sharma.
Akorin: Shaarib Sabri
lyrics: Kalim Shaikh
Ti a kọ: Shaarib & Toshi
Fiimu/Awo orin: Fori Road
ipari: 2:20
tu: 2019
Orukọ: T-Jara
Ishq Maine Paaya Lyrics - Shaarib Sabri
Dil pe jo gujri hai yahan
Kare kaise bayaan, tu bata
Tujhko, tujhi se mang kar
Tujhi se keh raha, alvida
Rooh tak chalke aane de mujhko
Tere saaye se, meri parchaayi milne de
Ishq maine paaya
Tere haatho ki lakeero mein
Baadh le awaara
In saanso ko zanjeero mein
Ishq maine paaya
Tere haatho ki lakeero mein
Baadh le awaara
In saanso ko zanjeero mein
Kyun honth mere baatein teri hai
Kyun jism mera saansein teri hai
Dard mein bhi mai tanha hoon
Jaane kyun khooya rahta hoon
Dard mein bhi mai tanha hoon
Jane kyun khooya-
Ishq karne ya de saja mujhko
Apni nazron mein
De panaah mujhko jaan-E-Jaan
Ishq maine paaya
Tere haatho ki lakeero mein
Baadh le awaara
In saanso ko zanjeero mein
Ishq maine paaya
Tere haatho ki lakeero mein
Baadh le awaara
In saanso ko zanjeero mein