Kar Har Maidaan Fateh Lyrics – Sanju (2018) | Shreya Ghoshal

By osise_account

Kar Har Maidaan Fateh Lyrics lati "Sanju". Titun yii Orin Bollywood ti wa ni kọ nipa Sukhwinder Singh & Shreya Ghoshal. Orin ni Vikram Montrose kọ, lakoko ti orin Kar har maidan Fateh jẹ kikọ nipasẹ Shekhar Astitwa.

Fidio Orin naa jẹ ẹya Ranbir Kapoor.

Olorin: Sukhwinder Singh & amupu; Shreya ghoshal

lyrics: Shekhar Astitwa

Kq: Vikram Montrose

Fiimu/Awo orinSanju

ipari: 3: 31

tu: 2018

Aami: T-jara

Screenshot of Kar Har Maidaan Fateh Lyrics

Kar Har Maidaan Fateh Lyrics – Sanju

Pighla de zanjeerein
Bana unki shamsheerein
Kar har maidaan fateh oh bandeya
Kar har maidan fatih

Ghayal parinda hai tu
Ikhlaat zinda hai tu
Baaki hai tujhmein hausla
Tere junoon ke aage
Ambar panahein maange
Kar daale tu jo faisla

Roothi ​​takdeerein to kya
Tooti shamsheerein to kya

Tooti shamsheeron se hi ho
Kar har maidaan fatih
Kar har maidan fatih
Kar har maidaan fateh re bandeya
Har maidan fateh x (2)

Tum gardishon ke baadalon pe chadh ke
Waqt ka girebaan pakad ke
Poochhna hai jeet ka pata, jeet ka pata
Ni muthiyon mein chaand tare bhar ke
Aasman ki hadd se ghuzar ke
Ho ja tu bheed se judaa, bheed se judaa
Kehne ko zarra hai tu

Lohe ka chharra hai tu
Tooti shamsheeron se hi ho
Kar har maidaan fatih
Kar har maidan fatih
Kar har maidaan fateh re bandeya
Har maidan fateh x (3)

Teri koshishein hi kaamyab hongi
Jab teri yeh zid aag hogi
Phoonk dengi na-ummeediyan, na-ummeediyan
Tere peechhe peechhe raaste yeh chal ke
Baahon ki nishanon mein dhal ke
Dhoondh lenge apna aashiyan, apna aashiyan
Lamhon se aankh mila ke
Rakh dengi jaan lada ke
Tooti shamsheeron se hi ho

Kar har maidaan, har maidaan
Har maidaanm, har maidaan

Kar har maidaan fatih
Kar har maidan fatih
Kar har maidaan fateh re bandeya
Har maidan fateh x (3)

Kar har maidaan fateh re bandeya
Har maidan fateh

Orin Badhiya Tu Bhi Badhiya Main Lyrics – Sanju | Sonu Nigam

Fi ọrọìwòye