Labon Pe Naam Lyrics lati Radhe Shyam: ni titun Orin Bollywood kọrin nipasẹ Armaan Malik feat Prabhas, Pooja Hegde pẹlu orin ni Amaal Mallik fun ni. Awọn orin orin Labo Pe Naam ni kikọ nipasẹ Rashmi Virag lakoko ti fidio orin ti tu silẹ nipasẹ T-jara.
Akorin: Armaan Malik
lyrics: Rashmi Virag
Ti a kọ: Armaan Malik
Fiimu/Awo orin: Radhe Shyam
ipari: 4:40
tu: 2021
Orukọ: T-Jara
Labon Pe Naam Lyrics – Radhe Shyam
Qismat Ne Ho Likha Jinke
Ishq Unko Hi Milta Yahan
Jitni Bhi Koshishein Karlo
Mangne Se Ye Milta Kahan
Ho Khel Ye Naseebo Ka
Karwaan Umeedo Ka
Chal Pada To Rukta Hai Kahan
Labon Pe Naam Jo Hoga
Usey Dil Dhoond Hi Lega
Lakeero Ka Safar Shayad
Mohabbat Pe Khatam Hoga
Labon Pe Naam Jo Hoga
Usey Dil Dhoond Hi Lega
Lakeero Ka Safar Shayad
Mohabbat Pe Khatam Hoga
Dhoop Mein Chaon Mein
Chalte Hai Sath Sehraon Mein
Dil Ki Baato Se Dono
Fir Kyu Anjaan Hai
Jaise Barsat Mein
Badal Hamesha Hai Sath Mein
Ek Duje Ke Hoke
Fir Bhi Hairan Hai
Oh Ho Jo Khuda Ne Socha Hai
Bas Wahi To Hota Hai
Zor Koi Chalta Hai Kahan
Labon Pe Naam Jo Hoga
Usey Dil Dhoond Hi Lega
Lakeero Ka Safar Shayad
Mohabbat Pe Khatam Hoga
Labon Pe Naam Jo Hoga
Usey Dil Dhoond Hi Lega
Lakeero Ka Safar Shayad
Mohabbat Pe Khatam Hoga
Qismat Ne Ho Likha Jinke
Ishq Unko Hi Milta Yahan
Jitni Bhi Koshishein Karlo
Mangne Se Ye Milta Kahan
Ho Ho Khel Ye Naseebo Ka
Karwaan Umeedo Ka
Chal Pada To Rukta Hai Kahan
Labon Pe Naam Jo Hoga
Usey Dil Dhoond Hi Lega
Lakeero Ka Safar Shayad
Mohabbat Pe Khatam Hoga
Labon Pe Naam Jo Hoga
Usey Dil Dhoond Hi Lega
Lakeero Ka Safar Shayad
Mohabbat Pe Khatam Hoga
Orin Soch Liya Lyrics