Tujhse Pyaar akọkọ Nahin Karta – Ọmọ 2015

By Naaif Shakoor

Tujhse Pyaar Nahin Karta Lyrics lati Baby (2015) orin nipa Papon. Eyi Orin Bollywood MM Kreem ni o kọ pẹlu awọn orin kikọ nipasẹ Manoj Muntashir.

Akorin: Papon

lyrics: Manoj Muntashir

orin: MM Kreem

Fiimu/Awo orin: Baby

ipari: 2:54

tu: 2015

Aami: T-jara

Screenshot of Main Tujhse Pyaar Nahin Karta Lyrics

Main Tujhse Pyaar Nahin Karta – Baby

Main tujhse pyaar nahin karta
Main tujhse pyaar nahin karta
Par koi aisi shaam nahin
Jab main apni tanhayi mein
Tera intezar nahin karta

Main tujhse pyaar nahin karta
Dil se yeh kehta rehta hoon
Par teri saanson mein chup ke
Main saansein leta rehta hoon
Issey inkar nahi karta
Main tujhse pyaar nahi karta

Mujhe kuch bhi yaad nahin rehta
Kab din dooba, kab raat huyi
Abhi kal ki baat hai
Pehron tak
Meri deewaron se baat huyi
Jo hosh zara sa baaki hai
Lagta hai khone waala hu
Afwaah udi hai yaaron mein
Main paagal hone waala hoon
Mein tujhse pyaar nahin karta

Main tujhse pyaar nahin karta
Main tujhse pyaar nahin karta
Par aisa koi din hai kya
Jab yaad tujhe, teri baaton ko
Sau sau baar nahi karta
Sau sau baar nahin karta

Ṣayẹwo orin naa Party Ti Nlọ Mad Lyrics

https://www.youtube.com/watch?v=6GlVn2oK1rw\

Fi ọrọìwòye