Maya Thagni Lyrics – Jai Gangaajal (2016)

By Danika Garibay

Maya Thagni Lyrics lati Jai Gangaajal pẹlu Priyanka Chopra, Manav Kaul, Prakash Jha. Eyi Orin Bollywood ti wa ni kọ nipa Pravesh Mallick, ati Orin naa jẹ orin nipasẹ Salim – Sulaiman pẹlu awọn orin kikọ nipasẹ Manoj Muntashir.

Akorin: Pravesh Mallick

lyrics: Manoj Muntashir

orin: Salimu – Sulaiman

Fiimu/Awo orin: Jai Gangaajal

Ipari orin: 2:03

tu: 2016

Orukọ: Ile-iṣẹ Orin Zee

Sikirinifoto ti Maya Thagni Lyrics

Maya Thagni Lyrics - Jai Gangaajal

Maya thagni naach nachaave..

Maya thagni naach nachaave
Ehe zamana chaale re
Ab ehe zamana chaale re

Darr laage aur hansi aave
Darr laage aur hansi aave
Ab ehe zamana chaale re

Danka uska bolega
Danda jiske haath mein
Gher ke pehle maarenge
Baat karenge baad mein (Tun lẹẹkan)

Hawa badan mein sendh lagaave..

Hawa badan mein senth lagaave
Ehe zamana chaale re
Ab ehe zamana chaale re

Darr laage aur hansi aave
Ab ehe zamana chaale re

Koyal hui kayar
Kauwe gaayein darbaani
Kauwe gaayein darbaani
Kauwe gaayein darbaani (Tun lẹẹkan)

Billi karti hai bhaiya
Yahan doodh ki chaukidaari

Bhole ka damroo madari bajaawe..

Bhole ka damroo madari bajaawe
Ehe zamana chaale re
Ab ehe zamana chaale re

Darr laage aur hansi aave
Darr laage aur hansi aave

Ab ehe zamana chaale re (Tun 8 times)

Orin Kori Pukar Lyrics – Zubaan – 2016

Fi ọrọìwòye