Mere Desh Ka Lyrics lati fiimu / album Jai Jawaan Jai Kisaan Ifihan Jatin Khurana, Om Puri. Titun yii Orin Bollywood Mere Desh Ka Jawab Nahi ti kọrin nipasẹ Aman Trikha. Fiimu/album yii jẹ oludari nipasẹ Milan Ajmera. Orin naa ni a fun nipasẹ Rupesh Verma, ati Girish Saikia. Kishan Paliwal ni a kọ awọn orin naa.
song: Mere Desh Ka
Akorin: Aman Trikha
lyrics: Kishan Paliwal
orin: Rupesh Verma, Girish Saikia
Album/Fiimu: Jai Jawaan Jai Kisaan
Ipari orin: 2:22
tu: 2015
Aami Orin: Ile-iṣẹ Orin Zee
Mere Desh Ka Lyrics – Jai Jawaan Jai Kisaan
O, mere desh ki dekho aan shan
Yahan desh bhakt den hass ke balidan
Iss desh mein adbudh hai shakti
Iss desh ki chandan si mitti
Mere desh ko duniya karre parnam hoo
Iska koi hissab nahi
Mere desh ka jawab nahi
Mere desh ka jawab nahi
O yahan laggte shaheedo ke mele hoo ho
O yahan laggte shaheedo ke mele
Tyohar yahn ke albele
Kabhi id diwali rakhi hai
Kabhi lohri holi baisakhi hai
Kabhi id diwali rakhi hai
Kabhi lohri holi baisakhi hai
Sanskriti yahan ki hai mahan
Atithi bhi hai dev samman
Mera desh gaon mein bassta hai
Dilo mein pyar barasta hai
Dilo mein pyar barasta hai
Yahan shankh bajje hai mandir mein
Hoti hai rajjane masjid mein
Yahan pathar mein bhi bhagwan hai
Yahan geeta hai bibal hai kurana hai
O mitro pe jaan lutaa de ham
Dushman ko maar bhaga de ham
Har narr mein yahan shivaji jai
Har naari mein laxmi baai hai
Yahn prem ki amar missale hain
Yahn dil wale hain matwale hain
O yahn heera aur ranjha ke kisse
Soni mahiwal kecharche hain
Uttar mein parvaton ka raj hai
Dakhin ko saagar pe naaz hai
Purab mein hai suraj ki laali
Parchim ki chatha bhi hai niraali
Ham punjabi hai
Aur hain bangali
Ham mandrasi hain
Aur hain marathi
Ham hazaro bhasha bhashi hain
Par ham sare bharat vassi hai
Par ham sare bharat vassi hai
O mere desh ka jawab nahi
Mere desh ka jawab nahi
O mere desh ka jawab nahi
Mere desh ka jawab nahi
Ho mere desh ka jawab nahi
Mere desh ka jawab nahi
Mere desh ka jawab nahi.
Orin Saj Ke Chali Hai lyrics From Jai Jawaan Jai Kisaan – 2015