Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Lyrics – Dunki Drop 3 | Sharuk

By Favio Zaragoza

Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Lyrics: Titun Orin Bollywood "Nikle The Kabhi Hum Ghar Se" lati fiimu "Dunki". Orin tuntun yii ni a kọ nipasẹ Sonu nigam. Orin naa jẹ orin nipasẹ Pritam nigba ti Nikle The Kabhi Hum Ghar Se awọn orin ti wa ni kikọ silẹ nipasẹ Javed Akhtar. Fidio Orin naa jẹ ẹya Shah Rukh Khan, Taapsee Pannu, Boman Irani & Vicky Kaushal.

Orin yii ti tu silẹ ni ọdun 2023 ni aṣoju T-Series. Oludari ni Rajkumar Hirani.

Orukọ Orin: Nikle The Kabhi Hum Ghar Se

Akorin: Sonu nigam

lyrics: Javed Akhtar

Ti a kọ: Pritam

Fiimu/Awo orin: Dunki

Ipari Fidio: 4:08

tu: 2023

Orukọ: T-Jara

Sikirinifoto ti Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Lyrics

Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Lyrics – Dunki Drop 3

nikle the kabhi hum ghar se,

ghar dil se magar nahi nikla,

ghar basa hai har dhadkan mein,

kya karein hum aise dil ka,

Badi door se aaye hain,

Badi der se aaye,

par ye na koi samjhe,

hum log paraaye hain,

kat jaaye patang jaise,

aur bhatke hawayon mein,

sach pucho toh aise,

din humne bitaaye hain,

par yeh na koi samjhe,

hum log paraaye hain,

yehi nagar yehi hai basti,

akhein ati jise tarasti,

yahaan khushiyan thi kitni sasti,

jani pehchaani galiyan,

lagti hain purani sakhiyan,

kahaan kho gayi woh rang raliyan,

bazaar mein chai ke dhaabe,

bekaar ke shor sharaabe,

woh dost woh unki baatein,

Woh saare din sab raatein,

kitna gehra tha gham,

inn sab ko hon ka,

yeh keh nahi paaye hum,

dil mein hi chupaaye hain,

par ye na koi samjhe,

hum log paraaye hain,

nikle the kabhi hum ghar se,

ghar dil se magar nahi nikla,

ghar basa hai har dhadkan mein,

kya karein hum aise dil ka,

kya humse hua kya ho na saka,

par itna toh karna hai,

jis dharti pe janme the,

uss dharti pe marna hai,

jis dharti pe janme the,

uss dharti pe marna hai.

Orin Hindi niyi Main Parwaana Lyrics – Pippa | Arijit Singh | Ọdun 2023

Fi ọrọìwòye