Nindaraan Diyan Lyrics lati Blackmail jẹ tuntun Orin Bollywood kọ ati kq nipa Amit Trivedi lakoko ti awọn orin rẹ ti kọ nipasẹ Amitabh Bhattacharya.
Fidio Orin naa Awọn ẹya Urmila & Irrfan Khan.
Akorin: Amit Trivedi
lyrics: Amitabh Bhattacharya
Ti a kọ: Amit Trivedi
Fiimu/Awo orin: Ifiranṣẹ
ipari: 4:45
Ti tu silẹ: 2018
Orukọ: T-Jara
Nindaraan Diyan Lyrics – Blackmail
Dil ka khilona tujhko diya hai
Bhool se bhi kabhi nahi todna
Preet jo teri mujhse judi hai
Woh kisi aur se nahi jodna, jodna
Nindaraan diyaan
Tainu nindaraan diyaan
Tainu nindaraan diyaan
Nindaraan diyaan
Tainu nindaraan diyaan sonh piya x (2)
Sonh pia
Kehne ko mera jo aashiyan tha
Woh eent gaare ka ek makaan tha
Tere kadam jo pade to ghar ban gaya
Saundhi si teri khushbu mili to
Kaanon meri teri ghuli to
Seene ka yeh khandahar shehar ban gaya
Janmon ka hai apna safar
Aadhe mein nahi chhodna
Nindaraan diyaan
Tainu nindaraan diyaan
Tainu nindaraan diyaan
Nindaraan diyaan
Tainu nindaraan diyaan sonh piya x (2)
Sonh pia
Dil ka khilona tujhko diya hai
Bhool se bhi kabhi nahi todna
Preet jo teri mujhse judi hai
Woh kisi aur se nahi jodna, jodna
Nindaraan diyaan
Tainu nindaraan diyaan
Tainu nindaraan diyaan
Nindaraan diyaan
Tainu nindaraan diyaan sonh piya
Sonh pia x (2)