Prem Mein Tohre Lyrics lati Begum Jaan kikopa Vidya Balan. Eyi Orin Bollywood ti wa ni kọ nipa Asha bhosle. Anu Malik ni o kọ nigba ti Kausar Munir kọ awọn orin naa.
Akorin: Asha bhosle
lyrics: Kausar Munir
Ti a kọ: Anu Malik
Fiimu/Awo orin: Begum Jaan
ipari: 2:35
tu: 2017
Orukọ: Igba Orin
Prem Mein Tohre Lyrics - Begum Jaan
Prem mein tohre aisi padi main
Purana zamana naya ho gaya
Yeh kya ho gaya..
Kab saans thaami
Kab saans chhori
Har dard mera
Bayaan ho gaya
Yeh kya ho gaya
Prem mein tohre
Aankhon se chhalke shaamein Awadh ki
Subah hai honton pe Banaras wali
Baalon se barse Jhelum ka paani
Ghat se ghat mein aisi phiri re
Mujhse thikana mera kho gaya
Yeh kya ho gaya
Prem mein tohre
Parde mein tohre
Chori chori chori chori jiya jaaye na
Parde mein tohre
Chori chori chori chori mita jaaye na
Aata hai chup ke tu mere dar pe
Ghayal dil aur dhadkan banjar
Ghayal dil aur dhadkan banjar
Haldi mali jo ghaav pe tohre
Har zakhm mera hara ho gaya
Yeh kya ho gaya
Prem mein tohre aisi padi main
Purana zamana naya ho gaya
Yeh kya ho gaya
Prem mein tohre..