Sadak 2 Title Song Lyrics lati fiimu Sadak 2 ti kọ nipasẹ KK, pẹlu orin ti yi Orin Bollywood Fun nipasẹ Samidh Mukherjee ati Dil Ki Purani Sadak song Lyrics jẹ kikọ nipasẹ Vijay Vijawatt lakoko ti orin naa ti ṣe pẹlu Alia Bhatt, Aditya Roy Kapoor ati Sanjay Dutt.
Akorin: KK
lyrics: Vijay Vijawatt
Ti a kọ: Samidh Mukherjee
Fiimu/Awo orin: Sadaki 2
ipari: 2:40
tu: 2020
Aami: Sony Orin India
Sadak 2 Title Song Lyrics – KK
Dil Ki Purani Sadak Par
Badla To Kuch Bhi Nahi
Mujhe Thaam Kar Chal Raha Hai
Tu Hi Bas Tu Hi Har Kahin
Naye Phool Dil Ki Zameen Pe Khilenge
Hai Milna Hume Phir Se Milke Rahenge
Sitaare Wahin Hai Wahin Aasman Hai
Meri Dhadkano Mein Teri Daastan Hai
Main Aawara Lambha Tu Mera Mukaam
Kaise Juda Hote Hum Tum
Beechde Hi Jab Hum Nahi
Mujhe Thaam Kar Chal Raha Hai
Tu Hi Bas Tu Hi Har Kahin
Na Saanson Se Shikva Na Mitne Ka Darr Hai
Tujhi Se Tujhi Tak Ye Mera Safar Hai
Tujhe Sochta Hu To Khushboo Si Barse
Andhron Se Mere Ujaale Ye Chhalke
Ke Dariya Bahe Jaise Ek Noor Ka
Tu Rooh Ka Humnawa Hai
Ye Jismon Ka Rista Nahi
Mujhe Thaam Kar Chal Raha Hai
Tu Hi Bas Tu Hi Har Kahin
Dil Ki Puraani Sadak Par
Badla To Kuch Bhi Nahi
Mujhe Tham Kar Chal Raha Hai
Tu Hi Bas Tu Hi Har Kahin