Shaabaashiyaan Lyrics miran Orin Bollywood lati Mission Mangal kọrin nipasẹ Shilpa Rao, Anand Bhaskar & Abhijeet Srivastava. Orin naa ni Amit Trivedi fun ni lakoko ti Amitabh Bhattacharya kọ awọn orin. Orin Fidio yii jẹ ẹya Akshay Kumar, Vidya Balan, Sonakshi Sinha, Taapsee.
Akorin: Shilpa Rao, Anand Bhaskar & Abhijeet Srivastava
lyrics: Amitabh Bhattacharya
Ti a kọ: Amit Trivedi
Fiimu/Awo orin: Ise Mangal
ipari: 4:48
tu: 2019
Orukọ: Ile-iṣẹ Orin Zee
Shaabaashiyaan Lyrics – Mission Mangal
Kehte thhe log jo
Qaabil nahin hai tu
Denge wahi salaamiyaan
Dil tham ke jahaan
Dekhega ek din
Teri bhi kaamyaabiyaan
Kar ke dikha kamaal vo
Aake zameen pe deke jaaye aasmaan
Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan!
Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan!
Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan!
Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan!
Sach hone ki khaatir jo
Sapne keemat maangenge
Jaag ke raatein keemat bhar dena
Jab nazdeeq se dekhein to
Khushiyon ke ansu aaye
Tu nazron ko woh manzar dena
Khud hi ek din mitaayegi
Teri hazaar khaamiya
Kar ke dikha kamaal vo
Aake zameen pe deke jaaye aasmaan
Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan!
Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan!
Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan!
(Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan)
Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan!
(Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan)
Shaabaashiyaan, Shaabaashiyaan…
Shaabaashiyaan… aa…
Shaabaashiyaan… aa…
O ho…
Shaabaashiyaan… o…