Shukriya Lyrics lati fiimu Sadak 2 ti kọ nipasẹ Jubin Nautiyal, Kk pẹlu orin yi Orin Bollywood Fun nipasẹ Jeet Gannguli ati Shukriya song Lyrics tun kọ nipasẹ Rashmi Virag lakoko ti orin naa ti pẹlu Alia Bhatt, Aditya Roy Kapoor.
Akorin: Jubin Nautial, Kk
lyrics: Rashmi Virag
Ti a kọ: Jeet Gannguli
Fiimu/Awo orin: Sadaki 2
ipari: 4:04
tu: 2020
Aami: Sony Orin India
Shukriya Lyrics – Sadak 2
Zindagi Chal Tera Shukriya
Shayad Mile Na Tu Kal Ki Subah
Jo Diya Humne Hass Ke Liya
Aye Zindagi Tera Chal Shukriya
Har Saans Ka Har Khwaab Ka
Umeed Ke Sailaab Ka
Tujhse Judi Har Baat Ka Shukriya
Teri Dhoop Ka Barsaat Ka
Thama Jise Wa Haath Ka
Acche Bure Haalat Ka Shukriya
Shukriya Shukriya Shukriya Shukriya
Milna Beechadana Aana Jaana
Taye Hai Sab Kuch Pehle Se
Pyar Bhare Pal Baadh Ke Rakhle
Baaki Sab Kuch Rehne De
Kuch Nahi Haath Aayega Yaha
Phir Bhi Aye Zindagi Tera Shukriya
Kuch Nahi Haath Aayega Yaha
Phir Bhi Aye Zindagi Tera Shukriya
Albida Rehna Tu Khush Sada
Shayad Milu Na Main Kal Ki Subah
Albida Rehna Tu Khush Sada
Shayad Milu Na Main Kal Ki Subah
Om Namah Sivaya
Om Namah Sivaya
Om Namah Sivaya
Om Namah Sivaya
Shukriya Shukriya!
Orin Tum Se Hi Lyrics