Sylvia Lyrics - Bombay Felifeti

By Vinaybeer Deol

Awọn orin Sylvia: Orin tuntun yii ti kọ nipasẹ Neeti Mohan lati awọn Bollywood fiimu 'Bombay Felifeti'. Amitabh Bhattacharya ni o fun ni orin naa ati pe Amit Trivedi lo ko orin naa. Fiimu yii jẹ oludari nipasẹ Anurag Kashyap. O ti tu silẹ ni ọdun 2015 ni dípò ti Ile-iṣẹ Orin Zee.

Fidio Orin naa Awọn ẹya Anushka Sharma & Ranbir Kapoor

Akorin: Neeti Mohan

lyrics: Amitabh Bhattacharya

Ti a kọ: Amit Trivedi

Fiimu/Awo orin: Felifeti Bombay

ipari: 2:28

Ti tu silẹ: 2015

Orukọ: Ile-iṣẹ Orin Zee

Sikirinifoto ti Sylvia Lyrics

Sylvia Lyrics - Bombay Felifeti

Jhoothe moothe vaade
wafaon ke gina ke
Jhoothe moothe vaade
wafaon ke gina ke
Apne deewane ko tu
chhod gayi, chhod gayi
Yeh kya kiya Sylvia
yeh kya kiya Sylvia

Ek bhanwre se
nain lada ke
Apne pia ka dil
tod gayi, tod gayi
Yeh kya kiya Sylvia,
yeh kyun kiya

Sachche jazbaat ki
kadar nahi haaye
Tujhe kisi ghair ki
chhuan sada bhaaye
Ho sachche jazbaat ki
kadar nahi haaye
Tujhe kisi ghair ki
chhuan sada bhaaye
Zamana de duhaai
kaahe woh phir khaayi
Ji woh khasmon se
munh mod gayi, mod gayi
Yeh kya kiya Sylvia
yeh kya kiya Sylvia

Ho bura tha sayana
Muqar hi gaya na
Ruswayi reh gayi, ruswayi
Ghonsla suhana ujad hi gaya na
Tanhai reh gayi, tanhai…

Aankhon ke surme ko daag banaya
Kaanch ke ankhiyan ko phoonk jalaya
Fitrat mein teri thi bewafaayi
Tu pyar pe tohmat chhod gayi
Yeh kya kiya sylvia yeh kya kiya sylvia
Yeh kya kiya Sylvia.

Tẹ Sweety Tera Drama Lyrics – Bareilly Ki Barfi nibi

Fi ọrọìwòye