Tauba Lyrics: Titun Orin Hindi "Tauba" Kọ nipasẹ Badshah ati Tauba, Orin orin yii ni Payal Dev fun ni lakoko ti Badshah ati Payal Dev kọ awọn orin naa. Fidio orin naa jẹ oludari nipasẹ Punit .J. Pathak. O ti tu silẹ ni ọdun 2022 fun Apni Dhun.
Oruko Orin: Tauba
Awọn ošere: badshah ati Tauba
lyrics: Badshah & Payal Dev
Kq: Payal Dev
Fiimu/Awo orin:-
ipari: 3: 18
tu: 2022
Aami: Apni Dhun
Tauba Lyrics - Payal Dev, Badshah
Ve ek look maahi tera
Jaan le jaaye mera
Sar pe chadh jaaye para
Hosh udd jaaye sara. X 2
Rilara samjh le Dildara
Dil-e-Naadan haaye Tauba
Hua nuksaan haaye Tauba
Ni aankhon se tune dekha
Gayi meri jaan haaye Tauba
RAP
Ye baatein choti choti hain
Inhein badi naa banao
Laal rang wali aankhon walon ko
Jhandi hari naa dikhao
Shaitan hain sire ke hum
Hume pari na dikhao
Ye aag aisi hai
Ise saawan ki jhadi na dikhao
Ghalat hai sab, Par lage hai sahi
Aakhein band kar, Daregi to nahi
Jo bhi mai bolunga, Karegi tu wahi
Jahan mujhe chuaa tune,
Waxan tu gayi
Antra
Teri mai teri hu teri hu mai
Tu jaan le yara
Ke dil me pool khile tere naam ke
Ye maan le yaara
Jo chahti hai tu humse
Wo hum kar nahi saktey
Ke jinme dil hi naa ho wo kisi pe
Mar nahi saktey
Rilara samjh le Dildara
Dil-e-Naadan haaye Tauba
Hua nuksaan haaye Tauba
Ni aankhon se tune dekha
Gayi meri jaan haaye Tauba. X 2
Eyi ni orin Badshah Tuntun miiran WOH Lyrics - Badshah, Ikka, Dino James | 2022