Tu Hai Ki Nahi Lyrics lati Roy: Eleyi Orin Bollywood ti wa ni kọ & kq nipa Ankit Tiwari nigba ti awọn orin ti wa ni kikọ nipasẹ Abhendra ati awọn ẹya fidio Ranbir Kapoor súfèé lori kan yanilenu keke.
Awọn akọrin: Ankit Tiwari
lyrics: Abhendra
Ti a kọ: Ankit Tiwari
Fiimu/Awo orin: Roy
ipari: 4:18
tu: 2015
Orukọ: T-Jara
Tu Hai Ki Nahi Lyrics – Roy
Mujhse hi aaj mujhko mila de
Dekhon aadaton mein Tu hai ki nahi
Har saans se poochh ke bata de
Inke faaslon mein tu hai ki nahi
Mujhse hi aaj mujhko mila de
Dekhon aadaton mein tu hai ki nahi
Har saans se poochh ke bata de
Inke faaslon mein tu hai ki nahi
Main aas paas tere aur mere paas
Tu hai ke nahi, tu hai ki nahi x 2
Badhte hain khwaab jin pe aasta woh tu lage
Neend se jo aankh ka hai wasta woh tu lage
Tu badalta waqt koi khushnuma sa pal mera
Tu woh lamha jo na thehare
Aane waala kal mera
Main aas paas tere aur mere paas
Tu hai ke nahi, tu hai ki nahi x 2
In labon pe jo hansi hai inki tuhi hai wajah
Bin tere main kucch nahi hun mera hona bewajah
Dhoop teri na pade to dhundla sa main lagoon
Aake saansein de mujhe tu taaqi zinda main rahoon
Main aas paas tere aur mere paas
Tu hai ke nahi, tu hai ki nahi x 4