Tu Mera Lyrics nipa Tulsi Kumar, Eleyi titun Orin Hindi ti wa ni kọ nipa Tulsi Kumar, orin tuntun yii jẹ ifihan Zaan Khan. Awọn orin orin Tu Mera ni kikọ silẹ nipasẹ Mukesh Agarwal, Tulsi Kumar lakoko ti orin naa tun funni nipasẹ Prasoon Srivastava ati pe Sumit Baruah ti ṣe itọsọna fidio naa.
Akorin: Tulsi Kumar
lyrics: Mukesh Agarwal, Tulsi Kumar
orin: Prasoon Srivastava
Fiimu/Awo orin:-
ipari: 3:07
tu: 2023
Aami: T-jara
Tu Mera Lyrics - Tulsi Kumar
Dil Mera Dhadkanon Se
Kehta Hai Dheere Chal
Par Dil Ki Ek Bhi Na Chale
Kehti Hoon Khwahishon Se
Rasta Le Tu Badal
Phir Bhi Yeh Tujhse Ja Mile
Mera Yeh Dil
Ab Na Mera Raha
Jaake Yeh Baitha Hai
Tere Waxan
Tere Ishaaron Pe Hi
Yeh Chal Raha
Tu Mera Ho Gaya
Tujhse Ishq Ho Gaya
Tu Mera Ho Gaya
Tujhse Ishq Ho Gaya
Khwabon Mein Hi Ab Tere
Beet Rahein Hai Yeh Pal
Milti Mujhe Hai Raahatein
Dekhe Tujhe Jab Nazar
Yaad Main Karke Tujhe
Hansti Rahun Aaj Kal
Teri Hi Hai Inaatein
Tera Hi Hai Yeh Asar
Saanson Mein Meri
Hai Tu Ghul Raha
Shaamil Hai Tu Hi Tu
Ab Har Jagah
Tere Hawale Hai
Khud Ko Maine Kiya
Tu Mera Ho Gaya
Tujhse Ishq Ho Gaya
Tu Mera Ho Gaya
Tujhse Ishq Ho Gaya