Tum Aaoge Lyrics – Armaan Malik | Bell Isalẹ

By Cato Crespo

Tum Aaoge Lyrics by Armaan Malik jẹ tuntun Orin Bollywood lati fiimu "Bell Isalẹ" pẹlu orin ti a fun nipasẹ Amaal Malik. Lakoko ti awọn orin orin Tum Aaogey ti kọ nipasẹ Rashmi Virag ati awọn oṣere ti o nfihan Akshay Kumar, Vaani Kapoor, ati fidio naa ti tu silẹ nipasẹ Saregama Music.

Akorin: Armaan Malik

lyrics: Rashmi Virag

Ti a kọ:  Amaal Malik

Fiimu/Awo orin: BellBottom

ipari: 3:07

tu: 2021

Orukọ: Saregama Orin

Screenshot of Tum Aaoge Lyrics

Tum Aaoge Lyrics – Armaan Malik

Mera Ghar Tere Bina Soona Hai
Mera Ghar Tere Bina Soona Hai

Khaali Deeware Tujhko Pukare
Khidki Ki Tanhaiyan Bas Nihare
Wo Rasta Jispe Chalke Tum Aaogey

Tum Aaoge, Tum Aagoy
Tum Aaoge, Tum Aagoy

Aangan Mein Bhi Dhoop Aati Nahi Hai
Pulon Ki Kyari Bhi Roothi
Ghar Tak Tumhare Jo Jaati Hai Raahein
Muh Mod Ke Humse Baithi

Kamron Ki Qismat Jagane Ko Aaja
Mere Andhere Mitane Ko Aaja
Har Ek Kone Ko Hai Ye Yaqeen Aaogey

Tum Aaoge, Tum Aaoge
Tum Aaoge, Tum Aaoge

Hathon Ki Choodi Hai Khamosh Dekho
Tooti Budhape Ki Lathi
Pooja Ki Thali Mein Dum Todti Hai
Behna Ki Pyari Si Rakhi

Ho Mithi Si Lori Sunne Ko Aja
Mamta Ke Anchal Mein Chhupne Ko Aaja
Tootey Khilauno Ko Hai Ye Yaqeen Aaogey

Tum Aaoge, Tum Aagoy
Tum Aaoge, Tum Aagoy

Orin Marjaawaan Lyrics

Fi ọrọìwòye