Veham Lyrics: Fotty Meje kọrin awọn Orin Bollywood “Veham”, lati 2022 Bollywood Movie “Dobaaraa”, lakoko ti Gaurav Chatterji kọ orin naa lakoko ti Hussain Haidry kọ awọn orin orin naa. Ifihan Fidio Orin naa – Taapsee Pannu.
Orin yii ti tu silẹ ni ọdun 2022 ni orukọ ti Saregama Music. Oludari ni Anurag Kashyap.
Orukọ Orin: Veham
Akorin: Fotty Meje
lyrics: Hussain Haidry
Ti a kọ: Gaurav Chatterji
Fiimu/Awo orin: Dobaaraa
ipari: 2:12
tu: 2022
Orukọ: Saregama Orin
Veham Lyrics - Dobaaraa
Rooh talak utra jo andhera
Barson nazar aya naa savera
Rooh talak utra jo andhera
Phail gaya tanhaai ka ghera
Har yaqeen kho gaya
Aur gumaan bo gaya
Ab sar pe taari veham hai
Yaaron ki yaari veham hai
Aur ishq-khumaari veham hai
Sab veham hai, veham hai, vahm hai
Ab jism ka pinjar veham hai
Har dilkash manzar veham hai
Bas zehan ke andar veham hai
Sab veham hai, veham hai, veham hai
Faani hai, faani jab saarin duniya faani
To kya hai zindagaani hai bemaani
Hai jo ravaani ye waqt ki ravaani
Ye qaaboo mein naa aani hai bemaani
Jo dua sa mila
De gaya wo gila
Ab dil pe bhaari veham hai
Har ik aazaari veham hai
Aur duniyaadaari veham hai
Sab veham hai, veham hai, veham hai
Ab jism ka pinjar veham hai
Har dilkash manzar veham hai
Bas zahn ke andar veham hai
Sab veham hai, veham hai, veham hai
Maazi se khafa hona
Farda se judaa hona
Yun hone se behtar hai
Ik roz fanaa hona
Zarre ke baraabar bas
Iss zeest ki qeemat hai
Hasti ka haqeer hona
Haaye kya azeeeyat hai
Haaye kya azeeeyat hai
Haaye kya azeeeyat hai
Jo mili hai saza
Marz hai laa-dawa
Ab dard-shumaari veham hai
Beja khuddaari veham hai
Jo umr guzaari veham hai
Sab veham hai, veham hai, veham hai
Ab jism ka pinjar veham hai
Har dilkash manzar veham hai
Bas zehan ke andar veham hai
Sab veham hai, veham hai, veham hai
Orin miran Pari Lyrics – Dobaaraa (2022)