Yeh Dil Jo Hai Badmaash Hai Lyrics lati Phir Se: Eleyi Orin Bollywood ti wa ni kọ nipa Mohit Chauhan, Monali Thakur, ati Shreya Ghoshal, ti Jeet Gannguli kọ nigba ti Rashmi Virag ti kọ awọn orin kikọ silẹ. Fidio orin naa jẹ ẹya Kunal Kohli ati Jennifer Winget.
Akorin: Mohit Chauhan, Monali Thakur ati Shreya ghoshal
lyrics: Rashmi Virag
Ti a kọ: Jeet Gannguli
Fiimu/Awo orin: Phir Se
ipari: 4:15
tu: 2018
Orukọ: T-Jara
Yeh Dil Jo Hai Badmaash Hai Lyrics – Phir Se
Yeh dil jo hai badmaash hai
Shaitaniyaan nayi si roz kare…
Yeh dil jo hai badmaash hai
Shaitaniyaan nayi si roz kare…
Suno aisa hota nahi
Dil ki baatein jo hain
Thoda toh samjho kabhi…
Koi dil ko samjhe nahin
Dil ke baaton mein hi
Uljhe hain hum sabhi
Yeh dil jo hai bada saaf hai
Ilzaam yeh naye se roz sahe...
Yeh dil jo hai bada saaf hai
Ilzaam yeh naye se roz sahe...
Kabhi kabhi toh dil bechara
Hadd se guzar jaata hai
Jaana hota hai iss taraf dekho
Kis taraf jaata hai…
Suno aise bhatko nahin
Koi mil jaayega kya pata kab kahin
Yeh dil jo hai badmaash hai
Shaitaniyaan nayi si roz kare…
Yeh jo dil hai badmaash hai
Shaitaniyaan nayi si roz kare…
Yeh jo dil hai badmaash hai
Shaitaniyaan nayi si roz kare…
Orin Maine Socha Ke Chura Loon Lyrics – Arijit Singh | Phir Se