Aashiq Surrender Hua Lyrics from Badrinath Ki Dulhania are sung by Amaal Mallik & Shreya Ghoshal. This Bollywood song lyrics are written by Shabbir Ahmed and the music is composed by Amaal Mallik.
Singer: Amaal Mallik & Shreya Ghoshal
Music: Shabbir Ahmed
Lyrics: Amaal Mallik
Movie/Album: Badrinath Ki Dulhania
Length: 4:00
Released: 2017
Label: T-Series

Aashiq Surrender Hua Lyrics
Jo bhida tere
Jo bhida tere nainon se tanka
To aashiq surrender hua x (2)
Toone sharma ke window se jhanka
To aashiq surrender hua
Haan sun oh ri gori
Mohabbat mein tohri
Na jaane kab June se December hua
Toone English mein
Toone English mein jab humko danta
To aashiq surrender hua
Pyar se mara gaalon pe chanta
To aashiq surrender hua
Jo bhida tere nainon se
Haan look yeh mera awesome
Adaayein beautiful hain
Jaanti hoon main tujhe
Tu kitna bloody fool hai
Hey look yeh mera awesome
Adaayein beautiful hain
Jaanti hoon main tujhe
Tu kitna bloody fool hai x (2)
Arre shaadiyon ka season
Na April fool hai
Kaise hum keh dein
Ke haan ji haan kabool hai
Innocencing se face main jhanka
To aashiq surrender hua
Jo bhida mere
Jo bhida mere nainon se tanka
To aashiq surrender hua
Surrender hua
Arre bhagyawan maan bhi ja
Ladna befizool hai
Pyar dikhe na
Kya aankhon mein padi dhool hai
Pyar dikhe na
Kya aankhon mein padi dhool hai
Arre Taj Mahal banwana
Shah Jahan ki bhool hai
Uske paas paisa
Apne hath mein to phool hai
Toone gusse mein
Toone gusse mein phone mera kata
To aashiq surrender hua
Jo bhida mere, ae mister!
Jo bhida mere nainon se tanka
To aashiq surrender hua
Haan surrender hua
Ho surrender hua
Haye surrender hua
Aashiq Banaya Aapne Lyrics – Hate Story 4