Tera Yaar Hoon Lyrics are sung by Arijit Singh and Rochak Kohli. This Bollywood Song is composed by Rochak Kohli with lyrics penned by Kumaar.
Tera Yaar Hoon Main Lyrics are from Sonu Ke Titu ki Sweety movie starring Kartik Aaryan. Tera Yaar Hoon is a hindi friendship song.
Song: Tera Yaar Hoon
Singer: Arijit Singh and Rochak Kohli
Lyrics: Kumaar
Music: Rochak Kohli
Movie/Album: Sonu Ke Titu Ki Sweety
Track Length:
Music Label: T-Series

Tera Yaar Hoon Main Lyrics
Tu jo rootha toh kaun hansega
Tu jo chhuta toh kaun rahega
Tu chup hai toh yeh darr lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahega
Tu hi wajah
Tere bina bewajah bekar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Aaja ladein phir khilono ke liye
Tu jeete main haar jaun
Aaja karein phir wohi shararate
Tu bhaage main maar khaun
Mitthi si woh gaali teri
Sunne ko taiyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon
Sajna de rang rangayiyan ve
Sagna diyan sehnaiyan ve
Dhol wajange yaar nachange
Lakh lakh deo badhaiyan ve
Khusiyaan ch nachda main phiran
Hanjuaan ton bachda main phiran
O jaate nahi kahin rishte purane
Kisi naye ke aa jaane se
Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de
Kyun pareshan hai mere jaane se
Toota hai toh juda hai kyn
Meri taraf tu muda hai kyu
Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe
Ek teri yaari ka hi
Saaton janam haqdaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera Reham Lyrics
So emotional song love it always my favorite singer arjit singh. love you.